is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

saval 9

insan par dukh-takaleefein kyon aati hain?

“na to sabse tez daudnevala daud mein hamesha jeetta hai, na veer yoddha ladai mein hamesha jeetta hai, na buddhiman ke paas hamesha khaane ko hota hai, na akaalmand ke paas hamesha daulat hoti hai aur na hi gyaani hamesha kaamyab hota hai. kyonki museebat ki ghadi kisi par bhi aa sakti hai aur haadsa kisi ke saath bhi ho sakta hai.”

sabhopdeshak 9:11

“ek aadmi se paap duniya mein aaya aur paap se maut aayi aur is tarah maut sab insanon mein fail gayi kyonki sabne paap kiya.”

romiyon 5:12

“parmeshvar ke bete ko is maksad se zahir kiya gaya ki woh shaitan ke kaamon ko nasht kar de.”

1 yuhanna 3:8

“saari duniya shaitan ke kabze mein padi hui hai.”

1 yuhanna 5:19