is jaankari ko chhod dein

parmeshvar

parmesh‍var kaun hai?

kya parmeshvar vajood mein hai?

bible 5 sabooton ke zariye javab deti hai.

kya ishvar sarvavyapi hai, woh kan-kan mein hai?

kya bible yah sikhati hai ki ishvar sarvavyapi hai, woh kan-kan mein hai? aap kaise yakeen kar sakte hain ki woh ek khaas jagah mein rehta hai, fir bhi aapko achhi tarah jaanta hai?

kya parmeshvar kisi ek khaas jagah mein rehta hai?

parmeshvar kahaan rehta hai is baare mein bible kya kehti hai? kya yeeshu bhi vahin rehta hai?

kya kisi ne parmeshvar ko kabhi dekha hai?

jab hum bible mein ek jagah par padhte hain ki “kisi bhi insan ne parmeshvar ko kabhi nahin dekha” aur doosri jagah par padhte hain ki moosa ne “israel ke parmeshvar” ko dekha”, to kya iska matlab hai ki bible mein taalmel nahin hai?

kya bible mein triyek ki shiksha di gayi hai?

kai dharm sikhate hain ki parmeshvar triyek hai. kya bible bhi yahi sikhati hai?

pavitra aatma kya hai?

bible sahi vajahon se pavitra aatma ko parmeshvar ki “ungli” batati hai.

parmesh‍var ka naam

kya parmeshvar ka koi naam hai?

bible ke bahot-se anuvadon mein parmeshvar ka naam diya gaya hai. kya aapko uska istemal karna chahiye?

yahova kaun hai?

kya woh sirf israeliyon ka parmeshvar hai?

parmeshvar ke kitne naam hain?

log shaayad sochein parmeshvar ke kai naam hain, jaise alpha aur omega, allah, el-shaddai aur yahova-yire. hum chahe parmeshvar ko kisi bhi naam se pukarein, kya isse koi fark padta hai?

parmesh‍var ki marzi

kya ishvar hum par dukh-takleefein laata hai?

dukh-takleefein kisi par bhi aa sakti hain, un par bhi jo parmeshvar ke nek bande hain. kyon?