pavitra shastra
iska rachyita aur iske sach hone ka saboot
kya bible mein insanon ki buddhi-bhari baatein likhi hain?
gaur keejiye ki bible apne baare mein kya daava karti hai.
kya bible mein parmeshvar ke vichar likhe hain?
kai bible lekhakon ne khud kaha ki unhonne jo likha woh parmeshvar ki taraf se tha. kyon?
bible kisne likhi, kya yah jaanna mumkin hai?
bible ke lekhak daava karte hain ki unhonne parmeshvar ki prerna se ise likha aur asal mein iska likhnevala parmeshvar hi hai. usmein likhi gayi baaton par hum kaise yakeen kar sakte hain?
“kya bible ke sandesh mein ferbadal kiya gaya hai?”
bible itni purani kitab hai, fir hum kaise yakeen rakh sakte hain ki iska sandesh hum tak sahi-sahi pahunchaya gaya hai?
kya vigyan pavitra shastra se mel khaata hai?
kya pavitra shastra mein vigyan se judi galat jaankariyaan hain?
bible padhiye aur samjhiye
kya bible mein likhi baatein aapas mein mel nahin khaatin?
bible mein likhi kuch baaton ki jaanch keejiye, jinhein padhne par aisa lagta hai ki woh aapas mein mel nahin khaatin. kuch siddhaanton par bhi dhyan deejiye, jinse aap un baaton ka sahi matlab samajh sakte hain.
parmeshvar ka vachan kaun hai ya kya hai?
bible mein iske ek-se-zyada matlab bataye gaye hain.
yah kaanoon kyon diya gaya tha ki “aankh ke badle aankh” li jaaye?
kya “aankh ke badle aankh” niyam se ek vyakti ko chhoot milti thi ki woh khud kisi ko saza de?
tora kya hai?
ise kisne likha? kya tora ke niyam kabhi nahin miteinge, kya inhein kabhi nazarandaz nahin karna chahiye?
bhavishyavaniyaan aur nishaniyaan
prakashitvakya ki kitab—ismein di baaton ka kya matlab hai?
is kitab mein likha hai ki jo ise padhte hain, samajhte hain aur ismein di baatein laagoo karte hain, woh sukhi honge.
duniya ka ant
kya yah prithvi naash ho jaayegi?
bible mein is baare mein jo likha hai, use jaankar aapko taajjub hoga.
duniya ka ant kab hoga?
kya bible mein theek-theek bataya gaya hai ki duniya ka ant kab hoga?
bible mein bataye log, jaghein aur cheezein
bible mein batayi gayi aurton se hum kya seekh sakte hain?
bible mein kuch aisi aurton ke baare mein bataya gaya hai jo bahot nek thi. saath hi kuch aisi aurton ke baare mein bhi likha hai jo bahot buri thi. jaaniye ki achhi aur buri aurton mein kya fark tha.
kya parmeshvar ne vikasvad ke zariye sab jeev-jantuon ko banaya?
vaigyanikon ka maanna hai ki har jaati mein kuch-na-kuch badlav hote hain aur bible is baat ko galat nahin thahrati.
faaydemand salah
kya shastra mein koi salah hai, jisse mera parivar sukhi ho sakta hai?
pavitra shastra bible mein di badhiya salah par chalne se laakhon parivaron mein khushiyaan aayi hain.
laailaj beemari mein himmat kaise mil sakti hai?
is lekh mein diye teen sujhav apnane se aapko bahot madad mil sakti hai.